🎤 Written and Performed by : @afusic
🎹 Produced By : @AliSoomroMusic
📷 Shot By : Sarmad Ul Hassan
🤝🏽 Connect -
www.instagram.com/afusic_world07/
www.instagram.com/alisoomromusico_/
instagram.com/syedsarmad.official?igshid=YmMyMTA2M…
✍️ Lyrics -
Nashay main Tum
nashay nashay main ham
Sabhi hay purple 7 rang
Hain Teri yadon k saharay,
Main kush hun dekh le bharam,
Jo tum nahi to sab khatam,
ham tanha Dil ko Yun mana rhe.
To Kya hay ye majra, mohabbat se Khali ye qu hua,
Kya baqi hay darmian ? Sambhali mohabbat Jo hamnay sada,
Kya tu bhi hay ajiz sawalon se Dunya k Tano se ,
mujhse agay barhnay k in iradon se,
main to Hun agay Tere 1 zamanay se, parhlna chehra main darta batanay
se 1 bar.
To Kehna you love me,
bs 1 Baar
Nashay main tum nashay main ham ,
nashay main barh rhe qadam,
Teri taraf ye khichtay ja rhe,
Ham phir se kho rhe magar it feel so right what just begun,
q khud ko dard se na bacha rhe,
To Kya hay ye majra,
May sunta hu dil my dabi si awaz
Kya baqi hay darmian ?
Mohabat sambhali Jo hamnay sada,
Kya tu bhi hay ajiz sawalon se Dunya k Tano se ,
mujhse agay barhnay k in iradon se,
main to Hun agay Tere 1 zamanay se,
parhlna chehra main darta batanay se
1 bar.
To Kehna you love me,
bs 1 Baar
Main jeelun ye Sapna or
1 Baar ,
Phir apna bana ly bs
1 baar
#afusic #EkBaar #musicvideo
コメント